Dailymotion

Chand Aasmano Se Laapata || Full Song || Alone || Subtitle By Raju

Noor Khan 110 views3/15/2015

About this video

Chand Aasmano Se Laapata || Full Song || Alone || Subtitle By Raju is a video by Noor Khan, published on March 15, 2015 and watched 110 views. Stream it on TubeSearch Pro for a clean, distraction-free viewing experience and explore more related videos from Noor Khan below.

Description

Lyrics:

Chaand Aasmanon Sey Lapata Ho Gaya
Chal Key Mere Ghar Mein Aa Gaya, Aa Gaya
Mein Khush Qismat Hoon Ba’khuda Is Tarah
Ho Jaaye Poori Ik Dua Jis Tarah

Tere Bin Meri Jaanan Kabhi
Ik Pal Bhi Guzaara Nahi
Teri Aarzoo Ney Khud Sey Begana Kar Diya
Chaand Aasmanon Sey Lapata Ho Gaya
Chal Key Mere Ghar Mein Aa Gaya, Aa Gaya

Main Ney Tujhey Tohfey Mein Yeh Dil Diya
Tou Ne Mujhe Badley Mein Yeh Jahaan Diya
Main Hi Jaanu Tou Hi Jaane Jo Hai Darmiyaan
Tujh Se Hai Meri Jaanan Ghar Yeh Aashiyaan

Tere Bin Meri Jaanan Kabhi
Ik Pal Bhi Guzaara Nahi
Teri Aarzoo Ney Khud Sey Begana Kar Diya
Chaand Aasmanon Se Lapata Ho Gaya
Chal Key Mere Ghar Mein Aa Gaya, Aa Gaya

Tou Ne Mere Raaston Ko Manzil Kiya
Tujhey Pa Key Zindagi Ko Hasil Kiya
Tere Liye Hai Yeh Saansein Tay Kar Liya
Tou Hai Tou Hai Ye Kahani Mere Saathiya

Tere Bin Meri Jaanan Kabhi
Ik Pal Bhi Guzaara Nahi
Teri Aarzoo Ney Khud Se Begana Kar Diya
Chaand Aasmanon Sey Lapata Ho Gaya
Chal Key Mere Ghar Mein Aa Gaya, Aa Gaya